practical :-Kheti mein usefull nahi hone wali paudhe ya gress ko weeds kehlata hein yeh paudhe Kheti ki urvarata ko kam kar deti hein aur paudhe ki vriddhi rok deti hein.

Common gress :-

  • Dhub gress.
  • Kans gress .
  • Jangli gress.

gress ki nakaratmak prabhav.

  • Paudho ki vriddhi ko rok deta hein.
  • Khet ki urvarata ko kam kar deta hein.
  • Paani aur khad ko absorb kar lita hein.
  • Paudho ki liye competition kar deta hai.

Gress ki character :-

  • Paani —paani kam hone se bhi gress ugota hai.
  • Season :-season koye gress 1 sal rukota hai aur koye gress 3se 4 mahine mein hi ugota hai aur mar jata hai.
  • Germination :- is gress ka dhadone ki kiyomota jada hota hai. aur a lagaye huye Kheti mai jada hoti hai.

Nutrients :-nutrients extra gress hone se jo khati ham karte hai ya jo paudha ham lagate hai use ka nutrients kam ho jata hai.

Ham jo paani dete hai uska aadha extra gress hi lelete hai.

Kheti :-khati mai jo extra gress hota hai use nikalne ki liye extra kharcha lagota hai.

Gress ko control karna. herbicide karne ka upai.

  • Silictve :-jo extra gress hai use solicit karke usme dabaye ka charkao karna.
  • Tivzer maize crop.
  • Goul tergasuper.

Non selective :-jise selecti nhi kar sakta usehi non selective gress bolte hai.

  • Meera Ammonium salt.
  • Roundup of glyphosate.
  • Glyphosate .
  • Diamind .

Hamne sikha :-hamne sikha ki khati mai se gress kise nikalte hai. Kun kun si herbicide karsakte hai.