Hydroponic Kheti bibostha:-Hydroponic ek tarah ki Kheti hai jismein paudhe mitti ki bagay paani mein upaye jata hein

Ismein paudho ko pashak tatva aur paani ki janurat unussar diya jata hein.

Material :-

  • Hydroponic system.
  • Drip irrigation.
  • Pashak tatva.
  • Paani .
  • Oxygen supply.
  • Temperature control. Pipe aur fitting.
  • Pump .
  • Sensors .(Ph, EC temperature).
  • Contraller ,(time, Automaton).
  • Electricity connection).

Paani ka treatment :-Water filter (sediment filter).

Activate corbon filter.

  • Ph meter.
  • Ec meter.
  • Water softener.

Fayda :-

  • Mitti ki kami mein bhi Kheti ki ja sakti hai.
  • Paani ki bacht hoti hai.
  • Paudha ki virddi tez hoti hai.
  • kam majdoor ki jarurat hoti hai.

Upoyog :-

  • Tomatar .
  • Khira .
  • Cucumber .
  • Strawberries .
  • Salad leanes.

lav :- Paani ki bachat hoti hai.

  • Matti ki kami mein bhi Kheti ki ja sakti hai.
  • Kam majdoor ki jarurat hoti hai.
  • Paudha ki vriddhi tez hota hai.
  • Lagat mein adhik hota hai.
  • Technically knowledge ki jarurat hota hai.
  • Paani ki quality ka dhyan rakhna hota hai.
  • Paudha ki dekhbhal ki jarurat hoti hai.
  • Market ki jarurat hoti hai.