soil testing-mati kheti karneka upyok he ki nehi ,mati mai kiya kami he ese test ki jariye proman korneko

ham soil testing kehte hai ,

Ye bhumi ki gunvatta ko nirdharit karta hai ki.

nitrogen ,phosphorus, potaciam,organic carbon, ph kitne Matra Mai hai .

Material—-mati ,result ka chat ,testing Sisa botol ,mithi ko chaneka chakni extra ..

process—pehte khet se jik Jak ^^^^^^tarikhese mati Sukhi jagase 15-20 cm niche ki mati Lana hai ,

mati ko 1kg mati ko 4 vag mai divide karke tircha 2 vag ka mati Lena Hai,

eise 3 bar tak Kar hai aur miti chakni se chal Kar 250 gm test ke liye Lena Hai .

1]test-[nitrogen – no 1 -botol AN-1soliution 6ml and 1gm soil minutes tak mixed aur 5 minutes rakhna hai .

Aur no-2 dry and saf botol lene hai droper ka sahai se no-1 botol se 2ml leke no-2 mai dahna hai or no2 mai 4 drop AN -2 dahna hai AN ka meaning available nitrogen ka solution dalne ka bad mixed 1-2ber aur AN-3 ka solution Dal k 5 minutes tak rakhna hai .last result…..

2]test -phosphorus]–Ap-1 6ml solution add no-1botol and 1gm soil add and mixed minutes minutes rukna hai,no-1 3ml drop no-2

add and Ap-2 add 6 drop mixed and Ap-3ka 3 drop add and mixed 5 minutes wait and chat compeair.

3]test -potaciam]-no-1 botol add 6ml AK and 2gm soil add and mixed wait minutes, no-1 se 2ml drop add no-2 botol mixed minutes and wait and add Ak-2 tablet and mixed complete,and add Ak-3 4drop solution colour purple ЁЯТЬ last add AK-4ka drop job tak colour blue nehi Hota. 15 drop se ager kom ho th result very high..

Soil testing ek mahatvapurn prakriya hai Jo bhumi ki gunvatta ko nirdharit karta hai .Fasal lagnese phele aur fasal ka vikash ke dauran, Fasal katneke Baad ,Har 2-3 Saal main test karna hai.

Nitrogen-1)Nitrogen protein ka mahatvpurn ghatak hai Jo podha ke vikash mein madat karta hai .

2)patte ke Nirmaan mein madat karta hai aur unko hara rong deta hai.

3]fotosynthesis prakriya mein madat karta hai jisme podhe Surya ke Prakash se urja Prakat karta hai.

4]falon ki utpatakta badhane mein madat karta hai.

nitrogen ki kami ki lukshan.

1]patta pela pad Jata hain .

2]podhe ka vikash ruk Jata hai,Fasal ki utpatakta kam ho Jata hai.

3]podhe kamjor ho Jata hai.

phosphorus—phosphorus roots ke vikash mein madat karta hai,aur phosphorus phoolon aur falon ke vikash mein madat karta hai,aur DNA ka Nirman prokiya mein madat karta hai .phosphorus ki kami se hone wala nuksan. 1]roots konjor porna 2)phool aur fal kam hona ,3)podha ka vikash ruk jana ,4)patte Pila pad jana.

Potaciam—Potaciam podhe ka vikash aur patte ka vikash mein madat karta hai,2)roots ka vikash mein mein madat karta hai,aur podhe ko rogon se ladaai aur utpatakta badhane mein madad karta hai. Potaciam ki kami ka lukshan 1)patte Pila pad Jata hai, 2)phool aur fal kam ho Jata hain ,3)roots komjor ho Jata hai ,4)podhe ki vriddi ruk Jata hai . Soil testing ek mahatvapurn bhumika hai joh hamei kheti ka NPK ka Matra ko advance jankari mil sakti hai ,jeise hame kheti karnese faideman hoo aur ache production mile ,ye Kissan k liye aur sob k liye bohut important bhumika hai .