1.Practical : Mirch ka phoda lagaya.

2. Material:mirch ka phoda, matti, rasaynic khad, ssp, khuponi,

paani ,roko paudar.

3. Project :Hamne pele halchalaya use bad grass aur pathr nikala

fri vete banaya. Use bad rasaynic khad aur ssp mix karke khati

mai diya. Fri se khurpni chalaya aur paani dhala. Mirch ki bejj

ke 1 mahine ki bad phoda laga sakte hai. Mirch ka phoda laye.

15 letter paani mai 50gm roko pudar mix kya aur mirch phode

ke jar ko 5 minit tak dubake rakhona hai. 5 minit ke bad phode

lagaya .ek phode se dusri phode ki dure 60 cm hai.

mirch ek mahatvaporn masala hai jo vishva mein sabse adhik

upyog kiya jata hai. Mirch ke prokaar 1.lal mirch 2.hari mirch 3.

Kaali mirch 4.safed mirch.

sugaundhit aur swadisht. vitamin c aur antioxidants se bharpoor.

Pachan mai madad karta hai. Pachan sudharta hai. kolestrol kam

karta hai. Cancer se bachta hai.

4.Hamne sikha :mirch ke phode ko kise lagaya jaata hai. rasaynic

khad ke satha ssp v diya jaata hai. Phode roko pauda ko Paani mai mix

karke bhigana hai 5 minit tak. aur lagate hai .use mix paani ko phode

mai dalte hai. Seede treatment sikha. bejj bole ke 1 mahine ke bad

Phoda ko lagaya jata hai. Phode ko nikalta wat paani diya jata hai.