Drip irrigation :-Drip irrigation ek prakaar ka irrigation system hai jo paani ko directly paudhon ke

roots tak pahunchata hai.

Drip irrigation ke prakaar :-

  • Surface drip irrigation.
  • Subsurface drip irrigation.
  • Sprinkler .

Drip irrigation kaise kaam karta hai :-

  • Water source se paani ka pump mein bhajaya jata hai.
  • Pump se paani ko pipeline mein bhejaya jata hai.
  • Pipeline se paani ko drip emitter mein bhejaya jata hai.
  • Drip emitter se paani ko paudhon ke roots tak pahunchaya jata hai.

Drip irrigation ke labh :-

  • Water Conservation. (paani ki bachat).
  • Increased crop yield. (fasal ki vriddhi).
  • Reduced labor (kam majoori).
  • Improved soil health. (mitti ki swasthya).
  • Reduced weed growth (Ghahari ki vriddhi).

Drip irrigation system ke upyog :-

  • Sabzi ki kheton mein.
  • Phal ke baghon mein.
  • Flower ke kheton mein.
  • Narsery mein.