Traditional kheti—

  • ismein paramparik tarikese kheti ki jati hain.
  • Sidhe haath ya saadharan upyok se kheti ki jati hain.
  • Organic khad aur pesticides ka upyok kiya jaata hain.
  • Fasal ki Chayan aur unke sanrakshan karna mahatvapurn hain.

modern kheti—-

  • Ismai naya technology aur machine ka upyok kiya jaata hain.
  • Chemical khad aur pesticides ka. Upyok kiya Jata hain.
  • Pasal ki Chayan aur unke sanrakshan karna mahatvapurn hain.
  • Pani ki bachat aur uske samriddhi par dhyaan diya jaata hain.

dono tarekon ke apna faida aur nuksan hain ,traditional kheti main prakritik tareeke se kheti ki jaati hai lekin ismein

utpaadakta kom hoti hain ,modern kheti mein naya technology ka upyok kiya jaata hai .lekin ismein prakritik

sansaadhan ka dushprabhav ho sakta hai.

Modern kheti …..

  • Drip errigation.
  • Sub surface errifation.

Drip errigation—–1)ismein dhire dhire Naso ke through fasal ke roots main pohunchaya jaata hain.

2) paani ki bachat hoti hai ,kyunki paani sirf fasal ke liye upyok kiya jaata hai.

3) fasal ki growth badhti hai our paani ki zaroorat kom hoti hai.

sub -surface errifation–1)ismein paani ko zameen ke niche pipeline ke though pohunchaya Jaana Hai.

Drip errigation—-P.V.C pipe >gromet>tack off >lateral>dripper >end cap.

lateral 12mm,16mm ,14mm size mein pai ….

driper…Area>planting distance > lateral>no of plant driper.

modern kheti paani Dene wala aur kuch podhotiya……

  • Spring pump .
  • Hand hind spring pump , portable spring pump ,tractor mountain spring pump ,battery operat pump.
  1. Hand hind spring pump—-ye ek emergency water supply hai.joh easy se chote aria ki podhe ko sadharon se pani de jati hai .2)proteble spring pump–proteble spring pump ek Prakar ka pump hai,jo chalte phirta hai aur spring ke energy ka upyog karke pani ko upar khechta hain .ye pump Mei kom pani se Jada khet Mei pani di jati hai. 3)tractor mountain spring pump–ye pump tractor ke upor upyog kiya Jata. Ye aksar mountain Areas mai ek sath kom samai mai Jada khet mai pani de ja sakti hai.4)battery operat pump—-ye ak prokar ke battery charg karne ki tarika se chalne wala pump hai .ese apni sath khet mein le jane ki assan Hota hai,ismein kharcha kom hai.