Drip irrigation :-Drip irrigation ek prakaar ka irrigation system hai jo paani ko directly paudhon ke
roots tak pahunchata hai.
Drip irrigation ke prakaar :-
- Surface drip irrigation.
- Subsurface drip irrigation.
- Sprinkler .
Drip irrigation kaise kaam karta hai :-
- Water source se paani ka pump mein bhajaya jata hai.
- Pump se paani ko pipeline mein bhejaya jata hai.
- Pipeline se paani ko drip emitter mein bhejaya jata hai.
- Drip emitter se paani ko paudhon ke roots tak pahunchaya jata hai.
Drip irrigation ke labh :-
- Water Conservation. (paani ki bachat).
- Increased crop yield. (fasal ki vriddhi).
- Reduced labor (kam majoori).
- Improved soil health. (mitti ki swasthya).
- Reduced weed growth (Ghahari ki vriddhi).
Drip irrigation system ke upyog :-
- Sabzi ki kheton mein.
- Phal ke baghon mein.
- Flower ke kheton mein.
- Narsery mein.